Ask Mufti Tariq Masood | 391th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:07 ) Pakistan mein kal Aetakaaf
(0:27 ) Aetakaaf ki fazilat
(1:00 ) Nabi ﷺ ka farmaan
(2:02 ) Pakistan ki masajid mein raunaq
(2:52 ) Aetakaaf ke masail seekhne ka faida
(3:20 ) Khawateen ka Aetakaaf: masjid ya ghar?
(5:19 ) Khawateen ke liye Aetakaaf ke ahkaam
(7:19 ) Aetakaaf kab toot jata hai?
(10:06 ) Kin zaruraton se Aetakaaf se bahar nikla ja sakta hai?
(12:51 ) Aetakaaf mein khushbu lagana?
(12:58 ) Aetakaaf mein khana pakana?
(13:54 ) Janazay ke liye bahar nikalna?
(14:12 ) Aetakaaf mukammal karne ka tareeqa
(16:18 ) Cigarette/Naswar ki aadat ka hal?
(18:08 ) Mobile ka istemal?
(19:07 ) Mutakif khawateen ka pardah
(19:56 ) Nafli aur sunnat Aetakaaf mein farq
(21:06 ) Sewage wale park ke ghaas par exercise karna?
(22:58 ) 15th Sha’aban ka roza?
(23:21 ) Fajr ke baad sona kaisa hai?
(24:54 ) Walid ki bemari mein behki behki baatein karna?
(25:52 ) Roze mein steam inhale karna?
(26:28 ) General store par be-pardah khawateen ki job – buri nazar se bachao?
(30:16 ) Parinday ka ghonsla ghar se hatana kaisa hai?
(31:02 ) Shadi se pehle mangaiter ki tasveer bar bar dekhna?
(31:48 ) Indian larka aur Pakistani larki ka nikah?
(33:06 ) Export business ki shart?
(35:27 ) Online games se paisa kamana?
(35:47 ) Kya hadees mehfooz hui hai?
(37:20 ) Bara bhai ghalti par ho to kya karein?
(37:42 ) Aankh mein aansu aana?
(38:58 ) Bank se milne wala sood Palestine fund mein dena?
(39:32 ) Films/dramas ki actresses ki income haram hoti hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























